3D Mobile photography photo editing in Mobile phone - SANJUEDITING.COM

3D Mobile photography photo editing in Mobile phone

Hi friends I am Sanju Editing (Sanju sona)Hello Guys Welcome Back to sanjuediting Website



So guys aaj ham Karne Wale Hain 3D mobile photography photo editing wo bhi apna khud ka mobile se kuchh application use Karke & uske sath sath kuchh PNG and background and colour presets use Karke a bahut hi ek accha editing bana sakte Apne khud ka mobile us Karke



so yea sab kaise karna hai chalo dekhte hain fast hamein editing kaliye Jo application chahie uska naam hai photo room application aur lightroom application aur picsart application ya 3 application download kar lena hoga uske liye main download button Diya hun aur type karke aap log download kar lena

  • PicsArt
  • Lightroom
  • Photoroom

ok to 3 application download karne ke bad aap badi aati hai PNG download karna jo CB editing ke liye ho ya background change photo editing ke liye ho Kisi bhi for editing ke liye PNG chahie aapko to download button per click Karke PNG and colour reset and uske sath sath background bhi download kar lena

DOWNLOAD

ab aapko editing start karna padega uske liye aapko step follow karna padega

FAST STEP

Aapki RAW photo ko background ko Eraser karna padega matlab background ko remove kar ke model ko PNG banana hai uske liye kaun sa application use karunga uske liye photo room application ke andar share kar dena Hoga raw photo ko Uske aage aap ka mobile ka data jarur se on rakhna kyunki deta mein chalta hai ya application photo room application ke andar aane ke bad automatically background remove ho jaega aur extra part a jaega to vahan per manual mode hi manual mode select Karke ab log manual tarike se background ko remove kar sakte ho so model ko PNG banane ke bad upar mein arrow button per click Karke save kar lena hai model ka PNG and fast step complete ho chuki hai 😍

SECOND STEP

aap Jo background download kiye ho usi background ko share kar dena hai picsart application ke andar so picsart application ke andar aane ke bad draw tool ke andar chale Jana Hoga and add photo se a model ka PNG banaya tha usi PNG ko add kar lena hoga and model ko acche tarike se transform Karke ghadi ke upar laga dena Hoga matlab background ke sath acche se march kar dena hoga and plus icon click Karke ak empty layer banana hai hai usi empty layer upar black Shadow mardhana hai and Shadow ka opacity Apne hisab se adjust karna hai hai Uske bad ab chahe to aur bhi acche tarike se editing kar sakte ho but main nahi kiya tha simply 3dot per click Karke ak ak Karke laya ko march kar diya tha and usi image ko save karke a light room application ke andar add kar diya tha so second step complete ho chuki hai 😍

THIRD STEP

sabse pahle Jo preset download kiye ho usi preset ko add kar dena hiain lightroom application ke andar and uske bad picsart se a jo photo download kiye ho usko bhi add kar dena hain lightroom application ke andar donon photo ko add karne ke bad preset ka 3 dot per click karna copy setting per click karna tools vagaira jo bhi hai copy karlena simple aur raw photo ke andar aana 3 dot per click karna na just paste kar dena Uske bad 1 second ke andar Puri retouching ho jaega colour editing so kaisa laga yah jadu I hope app log bahut hi acche tarike se samajh gaya Hoga ya editing so ISI photo ko save karne ke liye upar mein share button per click karna exportas per click karna just save kar dena ho jaega aapka Puri editing and third step complete ho chuke uske sath sath 3D photo editing bhi complete ho chuki hai 😍

So I hope a post up ko Pasand hua and acche tarike se samajh mein a Gaya Pasand Aaye to like comment and share karna jarur se so thanks for watching dhanyvad 🙏

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *